DMCA Protected kya hai, Kaise Online Content Copy hone se Bachaye? | Ep. #44
Manage episode 312290204 series 3231976
Agar aap Online Content share karte hai, to Iss baat se aap jarur pareshan hoge ki koi bhi aapke content ko copy kar leta hai.. or dukh to jab hota hai jab jisne copy kiya hai wo uss content ki madad se hamse jada paise kamaya or hamara hi nuksan ho.
Agar aapka Blog hai jispar aap Original Content jese Post, Image, Video ya audio share karte hai or aap inko Protect karna chate hai taki koi usko copy kare to aapko pata chal jaye or aap usko aasani se remove kara paye.. To wo aap DMCA Protection ki madad se kar sakte hai.
Mene Iss Podcast me DMCA ke ware me sabkuch detail me share kiya hai:
- DMCA Protected Kya hai?
- DMCA Protected Kaam kaise karta hai?
- DMCA se apna Content Protected kaise kare?
- DMCA Badge Apne Website me kaise add kare?
- DMCA Claim kaise kare?
DMCA ki Puri Jankari aap yaha Read kar sakte hai: https://www.hindimehelp.com/dmca-protraction/
DMCA ki Website: https://www.hindimehelp.com/DMCA
DMCA Badge: http://bit.ly/DMCABadge
Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare..
Aesi hi aur Jankari ke Liye Podcast ko Subscribe kare.
Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hastag ke sath apna Question Tweet kare.
----
Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group
---
Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..
Join RNMewada : Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | TikTok | Telegram | www.HindiMeHelp.com
----
Podcast Available at : HMH Podcast | Anchor | Google Podcast | Apple Podcast | Breaker | Spotify | OverCast | Stitcher | HeadFone | RadioPublic
--- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message
61 פרקים